intex mobile 4470n

Location/place: modinagar ghaziabad (up)

Name of company/service: intex tech p ltd

mana ek mobile intex4470n 27-11-2011 ko purachase kiya tha jisma tech problame aa rahi ha mana kai bar apka srv (modinagar)santar par gaya aur santar walo na kaha aap na mobil ke bhar sarvice kari ha aap ko pasa dana honga jab ki mana 1 bar usi santar par sarvic karai ha mana kaha jab mara mobile garanty prd ma ha to ma bhar sarvise kyo karayunga mana kastamar srvise sa satish tripathi je ka nambar liya unsa bat ki satish ji na kha aap unsa bat karo aur phon kat diya mana fir castmar care par bat ke (dono ki rikoding mara phone par ha) sir mari problame ka solusan karna ka kast kara sandeep bhardwaj 7500223480-9045474334


Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *