froud by chola mandalam finance and insurance

Chola mandalam insurence and finance company ke milibhagat se logo ko atamhatya karne par majboor kiya jata hai yaha ke imployer logo ko dhmki diya karte hai jabki insurence company logo ko gumrah karta rahta hai ki apka kam proses me hai app itne badi company ko kuch nahi kar paoge kaya badi company hone ka yahi matlab hai ki logo ko atamhatya karne par majboor kiya jay isliy me requst karta hu ki patna branch ke imploy ke upar kartabayhinta ans atamhatya ke liy majboor ke arop me crimnal prosidure act ke antargat karbai kiya jay (jai bharat jai hind)


Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *